Zara nazro se keh do ji nishana chuk na jaye
Maza jab hai tumhari har ada katil hi kahelaye…
Katil tumhe pukaru ki jane wafa kahu
Hairat main pad gaya hoon ki main tum ko kya kahu
Ye bholapan tumhara, ye shararat aur ye shaukhi
Jarurat kya tumhe talvar ki tiro ki khanjhar ki

URDU Gazals And Poetry- Zara nazro se keh do ji nishana chuk na jaye
URDU Gazals And Poetry
No comments:
Post a Comment